All Best Superhit Dialogues of Gangs of Wasseypur Series

Gangs of Wasseypur is a special Bollywood film and is loved by many people. I have seen many die-hard fans of Gangs of Wasseypur.

Dialogues of Gangs of Wasseypur are awesome and if you are a GOW fan you know each and every dialogue of the movie. Today we are sharing dialogues of Gangs of Wasseypur and Dialogues of Gangs of Wasseypur 2.

This is not the complete list of Dialogues we are sharing the most Favorite dialogues you can add more in the Comment Section.

Best Dialogues of Gangs of Wasseypur

Nasir : Insaan joh hai bas do nasal ke hote hai … ek hote hai haraami aur doosre bewakoof

Sardar Khan : Sardar Khan naam hai humara , bata dijiyega sako

Sardar Khan : Aad chahe jitna bada ho jaye … laad ke neeche hi rehta hai

Sardar Khan : Us harami ko Mitana Hai Hamein, Goli Nahin marenge , Keh k Lenge uski

Sardar Khan : Eee ka Bawaseer Bana diye ho..Marte hain Kasai Mohalla Jaata Hai Kalkatta

Sardar Khan : Zara soongh ke batao Mantriji nashta mein ka khaye hai

Sultan :Ye wasseypur hai Yahan kabootar bhi ek pankh se udhta hai … aur doosre se apna izzat bachata hai

Nagma Khatoon :Khana khao, taqat aayega … bahar jaake beizzati mat karana

Sardar Khan : Ghar ja ke jab apne pitaji ka g**nd khuja rahe honge na,tab poochiyega hum kaun hain

Sardar Khan : Vidhayak JP Singh ko koot diye

Pistol maker : Phat Ke Phlower Ho Jayega

Ramadhir Singh : Uske Muh mein Taar daal k Ga*d se nikal ke isi plot par patang na udai to humra naam nahin

Sardar Khan : Agar humare bete ko kuch ho jata to Itna goli maarte … ki aapka driver bhi khali khoka bech bechkar rayees ban jaata

Perpendicular : Ham perpenditular hai hamle liyea na aesa hi hota hai !

Others : Har yaar wafaadar nahi hota … har pathar chamakdar nahi hota … na jaane ban mein kitne phool khile hai … har phool
khusboodar nahi hota

Gangs of wasseypur dialogues

Others : Gareebi todh deti hai joh rishtey khak hote hai … aur paraye apne hote hai jab paise paas hote hai

Others : Na koi kisi ka raqeeb hota hai … na koi kisi ka habeeb hota hai … khuda ki rehmat se ban jaate hai rishtey, jahan jiska naseeb
hota hai

Nasir : Bade log apna naam bhool jaate the … lekin apni zameen apna samaan nahi

Sardar Khan : Itna bum marenge, itna bum marenge, ki pura area dhua dhua ho jayega, Aur ramadhir singh ke pariwar ke harek aadmi se r*ndi ka
naach Nachwayenge.. hajrat Hajrat Hajrat!

Ramadhir Singh  : Jaise loha lohe ko katata he waise chutia hi to chutia ko maraga naa.

Ramadhir Singh  : kahe bhai!

Ramadhir Singh 

Hum abhi tak jinda hain kyunki hum sanimaa nahi dekhte.
Sab saale sabke dimaag me apni apni picture chal rahi hai,
Sab saale hero banna chah rahein apni picture me.
E saala Hindustan mein jab tak sanimaa hai, log chutiya bante rahenge…!

Faijal Khan : Tumko yaad kar kar ke hamara haanth dukh gaya

Nasir : Kabhi chahane se hum zindagi dete hai aur kabhi bhool se … lekin maut hamesha hamari khud ki chuk se hoti hai

Faijal Khan : Baap ka, bhai ka, Dada ka, sabka badla lega tera yeh Faijal

Faijal Mohsina Conversation

Mohsina: Hamein haraa bahut pasand hai, naya suit pehne hain aaj hum.
Faizal: Nail-plish bhi achhi hai- laal.
Mohsina: Hamein laal bhi pasand hai.
Faizal: Abhi toh haraa bola.
Mohsia: Dono pasand hai.

Faijal: Picture chalein? Karan Arjun.. Chal na Sahrukh Salman dono hain..
Mohasina: Haath Pakdoge tum?
Faijal: Maa kasam nahi pakdunga..
Mohasina: Godi mein popcorn girega, to dhoondoge nahi andhere mein?
Faijal: Maa kasam nahi dhoondenge..
Mohasina: Sat ke baithoge?
Faijal: Maa kasam nahi satunga..
Mohasina: To apni amma ko saath le jao na, hamara kya jaroorat hai.

Faijal Khan :  Pura ka pura wasseypur band karwao

Faijal Khan :  Bachche ko daddy ka hi bolna

Ramadhir Singh : Beta tumse na ho payega!

Mohsina : Koi mana thodi hai…permissan leni chahiye

Yeh dhande mein do cheezo pe kabhi bharosa nahi karna chahiye … ek toh khud se pehda hone waale khauf pe … aur doosra kisi ke saath pe

 

1 COMMENT

  1. Anonymous

    Ramadhir Singh : Bhosd***, ab toh sach bolde bhosd*** nahin toh tumko maar ke gaad denfge vahin pe hum.

LEAVE A REPLY