Padmavati or Padmaavat is an Indian semifictional historical drama film directed by Sanjay Leela Bhansali. This magnum opus by Bhansali was stuck in controversy and delayed several times.

Padmavati is a big budget Bollywood film and visuals are stunning and the film is worth watching.

Padmavati’s dialogues are strong and memorable. We are sharing some great Dialogues of Padmavaat (Padmavati). You can check them.

Dialogues of Padmavati (Padmavati)

Padmaavat or padmavati dialogues

Hum khiljiyon ne sath milkar ek Khwab dekha tha, Ke ek din humara parcham sare jahan par lehrayega.

Keh dijiye apne sultan se ki unki talvar se zyada loha hum suryavanshi mewariyo ke seene me hai..

Asuro ka vinash karne devi ko bhi gadh se utarna pada tha..

Chittor ke aangan me ek aur ladai hogi jo na kabhi dekhi hogi na suni hogi, aur wo ladai hum shatraniya ladengi, aur yahi allauddin ke jiwan ki sabse badi haar hogi..

chinta ko talvaar ki nok pe rakhe wo rajput, ret ki nav leke samundar se shart lagaye wo rajput, aur jiska sar kate, aur dhadh dushman se ladta rahe wo rajput…

Tu chittor ko humse cheen sakta hai, par humare guroor ko nahi, heera to cheen sakta hai par uski chamak nahi…

Rajputi kangan me utni hi dhaar hai jitni rajputi talwaar me..

Ab tak wo mitti hi nahi bani jo allauddin ko dafan kar sake..

Kismat wala hai tu, ki tera dhushman ek Rajput hai, ghayal aur lachaar par waar nahi karte hum…

Itihaas apne panne badal sakta hai par Rajput apne usool nahi badalte..

Taqat dikhao aur Dhushman ka Manobal todo….

Darr naam ka kehna padmavati ne kabhi pehna hi nahi….

Sarhadein bohot faila di ab baahein failate hain, Ek jung husn ke naam….

Bhagwan raam ko bhi kaha laga tha ki ravan sadhu ke bhes me aayega..

Jab Rajput apni mitti aur maan ke liye ladta hai, uski talvar ki goonj sadiyo tak rehti hai…

Dosti ki baat kar rahe hain aap aur tohfe me Talwaar..?

Savdhaan kar do puri kaynaat ko, Rajputon ke suraj pe khiljiyon ke chand ka grahan lagne wala hai…

Asmaan ka har sitara chand banana chahta hai kafoor par ban nahi sakta…

Sultan banane ke liye Gardan aur irade dono mazboot hone chahiye….

Shama kijiye raaj guru, humne apko guru samjha, vishwas kiya, chandan samajh ke mathe par lagaya, par aap to chandan se lipte saanp hain..

Allah ki banayi har nayab cheez par sirf, allauddin ka haq hai….

Sir se pagdi utar gayi, par ahankaar nahi utra abhi tak, wo to shatru ke sar ke sath hi utrega..

These are the Famous dialogues of Padmavati. We will share more after the release of the film. If you have some dialogues then you can add in the comment section of this page.