Bajrangi Bhaijaan is breaking all the box office records and after a long time everyone is satisfied with Salman Khan’s film. Bajrangi Bhaijaan is a complete entertainer and it makes you cry with strong emotional scenes in the film. Bajrangi Bhaijaan is not a typical Salman Khan’s action film, still Bajrangi Bhaijaan Dialogues are good. Audience liking the Dialogues of Bajrangi Bhaijaan.
You can check some super funny dialogues from Bajrangi Bhaijaan.
Salman Khan : Hum hain Pawan Kumar Chaturvedi, Par prem se sab Bajrangi Bulate hai Hamein
Naa Visa!
Lekin vaada karte hain, ki Ab to Hum Munni ko khud uske ghar chhodkar hi aayenge..
Salman Khan : Humare dil me Ram basay hai, Humare liye koi kaam asambhav nahi hai..
Bhaiya selfie kya hota hai?
Salman Khan : Khud ki lena… Fhotu..
Nawazuddin Siddiqui : Begum tum fir Boli
Nawazuddin Siddiqui : Janab Jara nazakat se chalein..
Salman Khan : Munni Anaath nahi hai, agar hoti to bajrang bali bata diye hote!
Salman Khan : Agar munni pakistan se hai to germany jake kya karegi?
Kareena Kapoor : Is janam me babhuji kya, khud bajrang bali bhi aajaye, to wo bhi mujhe tumse shadi krne se nahi rok sakte…
Salman Khan : Hum bajrang Bali ke bhakt hai koi kaam chori chupe nahi karte..
Salman Khan : Hum juth nahi bolte hum bajrang bali ke bhakt hai..
Salman Khan : Bajrang Bali kya kya karwaoge? Masjid me sulwa diya, aur ab
burkha pehnwa diya
Nawazuddin Siddiqui : Par iske ammi abbu ko yaha dhundhoge kaise?
Salman Khan : Bajrang Bali madad karenge na!
Nawazuddin Siddiqui : Pakistan me bhi?
Salman Khan : Juth bolne se koi kaam theek nahi hota..
Policeman : Humse ek nahi sambhal rahi aur maulana sahab do do liye ghum rahe hai..
Salman Khan : hume kyu burkha pehna tum pehen sakte the?
Nawazuddin Siddiqui : tumse koi puchega to tum bol doge, humara naam pavan kumar chaturvedi hai, hum delhi se aye hai, permission leke aye hai, taro ke niche se aaye hai…
Salman Khan : Munni ke liye har dargah jayenge…
Salman Khan : Kashmir? matlab wapas hindustaan jana padega?
Om Puri : nahi janaab, Thoda sa humare paas bhi hai…
Also Read : Review of Bajrangi Bhaijaan!