Taj is the latest take on the Mughal era, especially the life of Akbar and his sons. Taj shares the real story and some parts are fictional too.

Taj shares the life of Akbar, he is getting old and he need someone to run his empire, he has 3 sons, Salim, Daniyal, and Murad, one must become the king, and the series is all about that, It also shares Salim Anarkali Love story.

It stars Naseeruddin Shah as Akbar and a long list of the star cast is mentioned below, we saw Dharmendra ji’s OTT debut with this series as Salim Chishti.

We have seen some films on the same theme, like Mughal E Azam, and the dialogues of Mughal E Azam were brilliant.

Cast of Taj: Divided by Blood

Dharmendra as Shaikh Salim Chisti
Naseeruddin Shah as Akbar
Aditi Rao Hydari as Anarkali
Sandhya Mridul as Jodha Bai
Rahul Bose as Mirza Muhammad Hakim
Aashim Gulati as Salim
Taaha Shah as Murad
Shubham Kumar Mehra as Daniyal Mirza
Pankaj Saraswant as Abul Fazal
Subodh Bhave as Birbal
Deepraj Rana as Maharana Pratap

Dialogues of Taj are quite good, and people loved the old Urdu tone dialogues, so we are here with the list of the Best Dialogues from the Taj Web Series.

Dialogues of Taj: Divided by Blood

Taj Divided by Blood dialogues
Taj Divided by Blood dialogues

Ye Taqt, Ye mughalia sultanate, Ye mulk, humne apne Khoon se siincha..

Duniya jahaan ki tamaam daulat bhi apne khoon apne aulad se badhkar nahi hoti…

Tumhare wajood ko raaz rakhna lazmi hai, is sultanate ki salamati ke liye tumhe ye dard sehna hoga…

Allah ne mujhe chuna hai ke sultanate me uski kahi baaton par amal ho…

Mere liye shayari mausiqui, mohabbat, kaafi hai..

Jis gaddi pe aap mujhe baithane ki koshish kar rahin hain maa, wo sab nigal jaati hai….

Hindustan ke takht par ab nasal e taimur ke hasli warison ka haq hoga…

Humari shadi sirf siyasi samjhauta nahi thi jodha, wo mirza haqim jaise logo ke liye ek sabak bhi tha..

Kya sabse pehle paida hona hi kisi ko taj pehn ne ka haqdar bana deta hai?

Jahan Panah ye takht ki ladai bhai bhai ke rishte ko khatam kar degi..

Jab tak humari badshahat deewar ki tarah mazboot hai, parivar bhi mazboot hi rahega…

Ek hilti iint hi kaafi hai puri deewar girane ke liye…

Jalaal Dariya ka paani jab jab laal hoga, mughaliya khoon zaroor bahega….

Badshah Ban na jiske naseeb me ho usse apni khushiyan qurban karni hi padti hain…

Aapse zyada imaan to humne in pathharo me dekha hai…

Apka ye ghamand, akbar ki soyi hui aag ko firse hawa na de de..

Maidan e jung se zinda lautna chahte ho toh tumhare zehen ka rukh bisatar par kam aur dushman ki taraf jada hona chahiye….

Jung me jaate hue sipahi ko bistar ki yad nhi dilate jahanpanah…

Khon bahaye bina khandani ranjish khatam nhi hoti, sarhad par lashein girti hai taaki ghar me aman reh sake…

Ek shehnshah ki asli zimmedari sone chandi jawaharat se zyada apni reyaya se mohabbat ki hai.

These are the few great dialogues from the Taj web series, if you have more, then you can comment them below.