Raees is a Bollywood crime drama film starring Shahrukh Khan and Nawazuddin Siddiqui in the Lead roles.
The Film is based on infamous bootlegger Abdul Latif. Raees sets in the 1980s, story of Raees is not totally based on Abdul Latif’s life, but it is linked with that timeline and events just like Once Upon a Time in Mumbaai was linked to Dawood Ibraham and Haji Mastan.
Music of the film is engaging and background music is perfectly blended with the scenes and the story of the film.
The film got the mixed reviews and most of the critics rated it as an average film but fans loved it.
Let’s check out some great Dialogues of Raees 2017 Film.
Read : Facts about Abdul Latif and Raees The Film
Dialogues of Raees
Dialogues of Shah Rukh Khan
Aa raha hoon…
Battery nahi bolne ka..
Pyar se vyapar kar, time aur izzat dono bach jayega..
Din aur raat logo ke hote honge saheb, shero ka zamana hota hai…
Dhanda karte waqt hindu musalman socha tha? jo ab soch raha hai..
Main dhanda karta hu, main dharam ka dhanda nahi karta…
Ammi Jaan kehti thi, koi dhanda chota nahi hota,
aur dhande se bada koi dharm nahi hota..
Jo dhande ke liye sahi wo sahi, jo dhande ke liye galat wo galat isse zyada kabhi socha nahi…
Gujarat ki hawa me vyapaar hai saheb, meri saans to rok loge, lekin is hawa ko kaise rokoge?
Baniye ka dimag,miya bhai ki daring..
Saboot le aaiye..
le jaaiye..
raees haazir hai..
Jhatak majmudar ko kahin sannate me transfer kardo saheb, jaha jata hai sala ladta bhidta rehta hai..
Agar katne ka darr hota na, to patang nahi chadata, firki pakadta…
Dialogues of Nawazuddin Siddiqui
Pabandi hi bagavat ki shuruat hai..
Agar Raees ko nahi roka gaya to pure gujarat ko fook dega wo…
Raees ne apne dimag, paise aur pyar se sabko jeet liya tha…
baap raam lal beta faizan bada secular hai re tu…
Nyota bheja hai to jawab bhi bhej dena, Bachhe ka baap bana hai gujarat ka nahi…
Duty kar dalali nahi…
Raees ka aur mera rishta bada ajeeb hai, pass reh nahi sakta aur sala dur jaane nahi deta…
Tu zindagi bhar vyapar vyapar karta raha inhone tera hi vyapar kar diya…
bottlein bech bech ke colony bana raha hai isse zyada illegal kya hoga…
Jisko tu dhanda bolta hai na, crime hai wo, dhanda band karle, warna saans lena bhi mushkil kar doonga..
Aap mera transfer kahin bhi kar sakte hain, raees ko nahi chhodunga main, aur ye aap mujhse writing me le sakte hain…
Ek din naak me nakel dal ke kheech ke leke jaunga tujhe main yaha se…
Othes
Sir sahab aapne to vanvas me baithe baithe lanka jala di..
Insaan ke ek kandhe par farishta aur dusre kandhe par shaitan baitha hota hai…
Bakri sher ka khurak hoti hai karobaar nahi…
Zyada uncha mat ud, kat jayega…
We will update all Raees Dialogues after the release of the film with Review.