Bholaa is getting a good response at the box office, despite being a remake, and Bholaa getting praise for its actions and dialogues.

Dialogues of Bholaa are catchy and mass entertainers, people are loving one-liners in Bhola films, We have curated some of the Best dialogs from Bholaa films. Bhola dialogue is going to be a superhit.

Bholaa’s star cast includes Ajay Devgn, Tabu, Deepak Dobriyal, Kiran Kumar, Vineet Kumar, Abhishek Bachchan, and Amla Paul. Abhishek Bachchan and Amla Paul role is very limited, and it will be explored in the next Part of Bholaa.

Bholaa is leaked online, still getting good responses in cinema halls, first-day box office collections of Bholaa are 11.5 crores approx, but these are less than Drishyam 2 collections on day 1, this weekend it might take off.

Let’s check out one of the Best Dialogues of Bholaa Film.

Dialogues of Bholaa

Ajay Devgn’s Dialogues in Bholaa

Aap ye to janti hain 10 saal main jail me tha, par usse pehle kya karta tha, aap ye nahi janti..

Maut ke dwar pe matha tek bholaa dialogues
Bholaa superhit dialogues

Shakal dekh ke chargesheet banane lag gayi hai aajkal police…

Vardi ko seedha khada hua aadmi bhi akda hua dikhta hai..

Daru pike ho rahi thi desh bhakti?

Ek deewar sab kahan rok paati hai…

Daru pike maze le police wale, aur bachane ke liye mare hum..

Majburiyon ko mauka banana achha aata hai…

Jo baap 10 saal me ek gudia na de paya ho, wo ek raat me duniya dene ki soch raha hai…

Pandav bhi 5 hi the, aur puri mahabharat lad li…

ladaiyan hauslo se jeeti jati hain saahab, sankhyabal aur hathiyaro se nahi…

Main bhi apki tarah ek aam aadmi hoon sahab, jo galat waqt pe galat jagah phas gaya…

Uska jana ek saza hai, jo marte dam tak khatam nhi hogi…

Socha tha akhiri saans tak jail me rahunga, phir ek din pata chala wo ek zindagi chhod gayi hai, jisko mera intezaar maut se zyada hai…

Aaj Maut Mahakaal ko chadha kar aaya hoon…

Tabu’s Dialogues

Bandook ki naukari ki hai, goli to khani hi hai…

Bhola Dialogues Bandook Ki naukri tabu dialogues

Hathkadi khuli nahi aur shuru ho gayi rangbaazi…

Dialogues of Others

Naam Bataya to tu pairo pe gir jayega…

Iske baare me jitna kam jano utna achha hai, ye kon hai kahan se aaya, kisi ko pata nahi, aur jisko pata tha wo bacha nahi…

Iske baare me mashoor hai, ki jab jab ye krudh hua, samjho udhh hua…

Jab ye bhasm lagata hai, pata nahi kitno ko bhasm kar deta hai

Jab ye bhasm lagata hai dialog from bholaa

Ek bar jab usne lahoo ko tilak laga liya, toh bhool jata hai uske dhadh par bhi ek sar hai…

Uska ek hath padhte hi, shareer ko bhi pata nahi chalta hai ki atma kab nikal gayi…

Wo ek achambhe ki tarah har baar, maut ke dwar par matha tek kar wapas aa hi jata hai..

Uski sanse ruk jati hai, par wo nahi rukta..

Aye chaman bachha hai kya tere pait me, tod…

Geeta padhke ja rahe ho, bahar jaate hi mahabharat shuru mat kar dena..

Nithari ka bhai nahi hota na to kisi housing complex me watchmen hota, nepotism kids…

50 crore maal ka pata lagane ke liye diye, apni maiiya dhaiya karane ke liye nahi…

Rakt ke bhakt hain hum Bholaa dialogues

Tujhe bola tha na yahan kisi ke pass dil nahi hai, picture dekh ke rona aata hai hume nahi…

Wah Police wale piye to deshbhakti, karchi piye to bewada…

Shero ke sanvidhan me samjhauta nahi hota..

Shero ke sanvidhan me samjhauta Dialogues of Bholaa

Bandook wandook laye ho ya apne aujar se hi kam chalaoge…

Rakht ke Bhakt hain hum, bana dalo is thaane ko shamshaan, fir nikalte hain…

Ek raat me humare teen teen gang hauk gaya, tumhe mamooli lag raha hai…

Tu Nithari ka kutta hoke bhi soongh nahi paya…

Your Turn!

We have shared the list of Best Dialogues of Bholaa 2023 film, you can share more Bhola Dialogs in the comment section.