yeh jawaani hai deewani poster lyrics songs,movie review

Badtameez Dil Lyrics

Badtameezee ek bimari hai
Ek aisi bimari
Jo dhere dhere waqt ke saath
Budhaape mein badal jaati hai
Main kehta hoon jab tak budhaapa nahi aata
Thodi badtameezee hi kar lete hai

Paan main pudeena dekha
Naak ka nageena dekha
Chikni chameli dekhi
Chikna kameena dekha
Chaand ne cheater hoke cheat kiya toh
Saare taare bole gilli gilli akhaa

Pa para para…
Meri baat, teri baat
Zyada baatein boori baat
Thaali mein katora leke
Aaloo bhat, Muri bhat
Mere peeche kisi ne repeat kiya toh
Saala maine tere muh pe maara mukka

Ispe bhoot koi chadha hai
Theharna jaane naa
Ab toh kya buraa kyaa bhalaa hai
Fark pehchaane naa
Zidd pakad ke khadaa hai kambakht
Chhodna jaane naa

Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na
Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na

Yeh jo haal hai, sawaal hai, kamaal hai
Jaane na jaane na
Badtameez dil, battameez dil badtameez dil
Maane naa..

Hawa mein hawaana dekha
Dhimka falaana dekha
Seeng ka Singhara khaake
Sher ka ghuraana dekha
Poori duniya ka gol gol chakkar leke
Maine duniya ko maara dhakka

Pa para para..
Hey Bollywood Hollywood very very jolly good
Raayi ke pahaad par teen futa liliput
Mere peeche kisi ne repeat kiya toh
Saala maine tere muh pe maara mukka

Ayaashi ke one way se khudko
Modna jaane naa
Kambal bewajah sharam ka
Odhna jaane naa
Zidd pakad ke khadha hai kambakht
Chodhna jaane na… Haha..

Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na
Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na

Aaj saare, chaand taare
Bann gaye hai disco lights
Jal ke, bujha ke humko bula ke
Keh rahe hai, Party all nights
Naata betuki dillagi se, todna jaane na
Aane wale kal ki fikar se, judna jaane na

Zidd pakad ke khada hai kambakht
Chodhna jaane na… Haha..

Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na
Badtameez dil, batameez dil, batamiz dil
Maane na, maane na

Yeh jo haal hai, sawaal hai, kamaal hai
Jaane na jaane na
Badtameez dil, battameez dil badtameez dil
Maane naa..

Balam Pichkaari

Itna maza, kyun aa raha hai
Tune hawa mein bhaang milaya
Dugna nasha, kyun ho raha hai
Aankhon se meetha tune khilaya

Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi
Manchali chaal kaise nawaabi ho gayi, toh?

Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2)

Kyun ‘no-vacancy’ ki, hothon pe gaali hai
Jabki tere dil ka kamra toh khaali hai
(kamra toh khaali hai…)

Mujhko pata hai re
Kya chahata hai tu
Boli bhajan teri
Neeyat Qawwali hai

Zulmi ye haazir-jawaabi ho gayi
Tu toh har taale ki aaj chaabi ho gayi, toh?

Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Haa, Jeans pahen ke jo tune maara thumka
Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2)

Haan, bole re zamana kharabi ho gayi
Haan, bole re zamana kharabi ho gayi…